Wednesday, June 5, 2013

A masterpiece - Tumne Mujhe Dekha....

we could easily see why Pancham-da was referred as "The BOSS of Situation"...how well and how creative treatment of a song given a director's imagination before even filming the sequences....And above all Majestic Rafi Sahab's rendering........touches your heart as the drum-rolls stops and the super romantic singing begins.....Bow.gif    to Rafi & Pancham. 


This is one song that we could discuss over and over again.....I'll come back with more of my views on this particular song, but for now let's to back enjoy the magic...

tum ne muze dekhaa, ho kar meharabaan
ruk gayee ye jameen, tham gayaa aasamaan
jaana-ye-man jaana-ye-jaan

tum ne muze dekhaa....
........

Full lyrics...

Tumne mujhe dekha hokar meherbaan

Ruk gayi yeh zameen, tham gaya aasmaan

Jaaneman jaanejaan, tumne mujhe dekha

Kahin dard ke sehra mein rukte chalte hote

Inn hoton ki hasrat meinn tapte jalte hote

Meherbaan ho gayi zulf ki badliyaan

Jaaneman jaanejaan, tumne mujhe dekha

Ho lekar ye haseen jalve

Tum bhi na kahaan pahuche

Aakhir ko mere dil tak

Kadamon ke nishaan pahuche

Khatm se ho gaye

Raaste sabh yahaan

Jaaneman jaanejaan

Tumne mujhe dekha hokar meherbaan

Ruk gayi yeh zameen, tham gaya aasmaan

Jaaneman jaanejaan

Tumne mujhe dekha

No comments:

Post a Comment